mitazamo
Video
API
30K
Kihesabu cha Subscribers wa YouTube Live
Loading Advanced Analytics...
Qisse Purane
Qisse Purane 📖✨ mein aapka khush aamdeed hai.
Is channel ka maqsad aisi videos pesh karna hai jin se aap kuch naya seekh saken, apni soch ko behtar bana saken aur seekhi hui baaton ko apni rozmarra ki zindagi mein amal mein la saken.
Hamari koshish hai ke har video aapko koi meaningful baat, valuable lesson ya aisi soch de jo aapki zindagi ko behtar banane mein madad kare. Aap in videos se khud seekh sakte hain aur in se milne wali achhi baatein apne bachon aur apne aas-paas ke logon tak bhi pohancha sakte hain.
Ham yahan sirf waqt guzari ke liye nahi, balki learning, positive thinking, behtar faislon aur achhi zindagi ki taraf ek chhota sa qadam uthane ke liye content share karte hain.
Umeed hai Qisse Purane ka yeh safar aapko kuch aisa zaroor dega jise aap apni zindagi mein yaad rakh saken, apna saken aur doosron tak pohancha saken. ❤️
Agar aap meaningful aur seekhne wale videos pasand karte hain, to channel ko subscribe karein aur hamare is safar ka hissa banein. 🔔✨
Embed
Fuatilia subscribers wa YouTube, views, ulinganisho wa creators na milestones kwa muda halisi.
Video
Video unavailable.
About RealtimeSubCount.com
Fuatilia subscribers wa YouTube, views, ulinganisho wa creators na milestones kwa muda halisi.